शनिवार, 11 दिसंबर 2010

Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.


1- Kam ke sath apne ko tab tak ragada jaye, Jab tak ki SANTOSH kee sugandh na bikhrane lage. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
2- Gareeb wah nahi jiske pas kam hai, Balki wah hai, Jo adhik chahta hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
3- Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
4- Bhojan sada (daily) purw athwa uttar disha kee or mukh karke karna chahiye. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
5- Vishaw (world) hat kar us vyakti ko rah deta hai, ji janta hai ki wah kaha ja raha hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
6- Dusro per bahut adhik nirbhar (depend) rahne se NIRASHA ke awsar (chance) badh jate hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
7- Jo kisi se AASHA nahi rakhta hai use kabhi NIRASH nahi hona padata hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
8- Aaccha (good) shasak (manager) wahi ban sakata hai jo khud kisi ke aadhin (under) rah chuka hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
9- Jo jhijhkata (uncertainty) hai wah harta hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
10- Anjan (unknown) hona utni lajja kee bat nahi, Jitna ki seekhne (learn) ke liye taiyar (prepared) na hona. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
11- Aap dhundhe (investigate) to pareshani (trouble) ka aadha karan (Reason) apne me hee mil jata hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
12- sabase adhik gyani vahi hai jo apani kamiyon ko samajhakar unaka sudhar kar sakata ho. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
13- Ya to sanyam ko apanao, Ya fir nasabandi karavao. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
14- Jo bachchon ko sikhate hain, Un par bade khud amal kare to yah sansar svarg ban jaye. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
15- Sab rogon kee ek davaee, hansana sikho mere bhaee . 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
16- Dahine svar bhojan karen, baye pive neer. Aisa sanyam jab kare, Sukhi rahen sharir. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
17- Bhojan karake kariye mootra, Gurda svasth rahe ye sootra. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
18- shreshth chintan kee sarthakata tabhi hain, jab usase shreshth charitr bane,shreshth charitr tabhi sarthak hain, jab vah shreshth vyavahar bane. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
19- Geele per (legs) wala hokar bhojan kare, Isse manushya lambi aayu (age) prapt karta hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
20- Svarth, Laparavahi aur Ahankar kee matra ka badh jana hi kisi vyakti ke patan ka karan hota hai. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
21- Is sansar me 8 mangal hai-Brahaman,Gou,Agni,Swarn,Ghrit,Surya,Jal(water)or Raja.Inka darshan,namaskar or pujan kare, inhe apne dahine karke chale. 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
22- Doosaron ke gun aur apane avagun dhoondho (Investigate) . 
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
23- Sone se pahale aur Jagane ke bad shant rahana chahiye.
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.
24- Dosh batalane vale ka guru-tuly aadar karana chahiye, Jisase bhavishy men use dosh batalane men utsah ho.
Apna sudhar sansar kee sabse badi sewa hai.

कोई टिप्पणी नहीं:

LinkWithin

Blog Widget by LinkWithin